ADVANCE RECITATION FINAL TEST - 2017

Your Name ?
Sahih Waqf ki kia ehmiyat hai ?
Baat ko wazih kerta hai or matlab badalnay say bacha jata hai
Baat main confusion hoti hai
Non arabs k liye asaani hai
Waqf taam, Jaiz, hasan or qabeeh __________ waqf ki iqsam hain
Waqf Ithtiraari
Waqf Ikhtbaari
Waqf Ikhtiyaari
إِنَّ ٱللَّهَ فَالِقُ ٱلۡحَبِّ وَٱلنَّوَىٰ‌ۖ يُخۡرِجُ ٱلۡحَىَّ مِنَ ٱلۡمَيِّتِ وَمُخۡرِجُ ٱلۡمَيِّتِ مِنَ ٱلۡحَىِّ‌ۚ Is ayah main ٱلنَّوَىٰ‌ۖ per waqf kon sa waqf kehlaya ja sakta hai ?
Waqf Hasan
Waqf Taam
Waqf Kaafi
Ayaat ka ikhtitaam ziyada tar kon sa waqf hota hai ?
Waqf Jaaiz
Waqf taam
Waqf Kaafi jaaiz
وَلَقَدۡ جِئۡتُمُونَا فُرَٲدَىٰ كَمَا خَلَقۡنَـٰكُمۡ أَوَّلَ مَرَّةٍ۬ - Is ayah main فُرَٲدَىٰ per waqf __________ hai ?
Waqf taam
Waqf hasan
Waqf kaafi
Waqf jis p I'aadah zaroori hai ______ kehlaya jata hai
Hasan
Kaafi
Qabeeh
Waqf At Ta'assuf say muraad hai
Qari aik tone bananay k liye rukay maa'nay ka dihaan rakhay baghair
Jaaiz hai
QAri waqf keray baat wazih kerne k liye
Sakt Al Jaizah ki misaal
Surah Anfaal ka end and At Taubah ka shuroo mila ker perhnay main
Surah Yaseen
Surah Al Kahf
Mu'tal alfaaz kia hai ?
Alfaaz jin k aakhir main alif , wow ya ya madiyyah hon
Alfaaz jin k aakhir main sakin hurf ho
Alfaaz jin main koi hurf illat na ho
خَوَّلۡنَـٰكُمۡ Is lafz per kitnay tareeqon say waqf kia ja sakta hai ?
Only Sukun Al Mahadh
Sukun al mahadh and hazf
Ishmam
ذَٲلِكَ تَقۡدِيرُ ٱلۡعَزِيزِ ٱلۡعَلِيمِ Is ayah k aakhir main kon kon say waqf kiye ja sakte hain ?
Sukun Al Mahadh & Ishmam
Sukun Al Mahadh & Raum
Ibdaal
Waqf kerte huay kisi lafz k aakhir walay hurf ki harkat ko 2/3 ada kerna Raum kehlaya jata hai
True
False, 1/3 harakah ada ki jati hai Raum k liye
Kis qisam k waqf main qawaaid wasl/milanay ki soorat main jo kiye jatay hain , wohi kiye jain gay ?
Waqf Ar Raum
Waqf Al Ishmam
فَلَمَسُوهُ Is lafz per waqf kon say jaiz hain Mazhab At tafdheel k mutabiq ?
Only Sukun Al mahadh
Mahadh, Raum and ishmam
Ibdaal and Hazf
بِـَٔايَةٍ۬‌ۚ is lafz p kia waqf k types kiye jatay hain
Hazf
No Raum & Ishmam , Tanveen ka Hazf & Ta marbootah ka Ibdaal HA main
Sukun Al mahadh
فَصَبَرُواْ عَلَىٰ مَا كُذِّبُواْ is ayah main فَصَبَرُواْ Mu'tal alfaaz main say hai, is ka kia qaida hai ?
Isbaatuha fi haalain
Hazfuhaa fi haalain
Isbaatuhaa waslan wa Hazfuhaa waqfan
وَإِيَّـٰىَ فَٱرۡهَبُونِ Is main YA ka Hazfuhaa fi Haalain kis lafz main hai
فَٱرۡهَبُونِ
وَإِيَّـٰىَ
None
يَـٰبَنِىٓ Is lafz main kia lafz mosoolah likha hai ?
يَـٰ - yeh ya hurf nida hamesha apnay ism k saath hi jura hua ata hai
يَـٰبَنِىٓ
None
Quran k jama honay or likhay janay ka kaam kab shuroo hua ?
Uthman RA k zamanay main
Abu bakr RA k zamanay main
Muhammed SAW k zamanay main
Your feedback of this course ?
{"name":"ADVANCE RECITATION FINAL TEST - 2017", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"Your Name ?, Sahih Waqf ki kia ehmiyat hai ?, Waqf taam, Jaiz, hasan or qabeeh __________ waqf ki iqsam hain","img":"https://www.quiz-maker.com/3012/images/ogquiz.png"}
Make your own Survey
- it's free to start.