1)Tajweed ke lafzi ma’na kia hai ?
Khobsurat banana/Sawarna/Beautify.
Perhna
Quran ki tlawat
2)Tarteel yani Tajweed k saath Quran perhne ka hukum surah ____ main hai.
Muzammil.
Fateha
AL-baqrah
3)Lahn ka kiya matlab hai?
Lahn ka mutlab ghalti hai
Lahn ka mutlab quran prhna ha hai
5
4)Al- Isti'aadhah kis ko kehte hai?
بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ
أعوذ بالله من الشيطان الرجيم
5)Makhraj kis ku kehte hai ?
Harf ki sift ko makhraj khtey hain
Harf ke nikalne ki jaga ku Makhraj kehtehai.
 
6)Arabic huroof ke 29 Makharij hain.?
True
False
7)Monh aur halaq k khali hisse se kon se huroof adaa kiye jaate hain?
Huroof Qalqla
Huroof Halqi.
Huroof Al maddiyyah.
8)Harf madd ku jaldi ada ker dena Lahn e ____hai ?.
Lehan e Jali
Lehan e Khafi
9)Halq ka hissa ju mohn se dur hai say kon se huroof adaa hote hain?
Hamza & Haa & Baa.
Hamza & Haa.
10)Halq se 3 huroof nikalte hain.?
False.
True.
10)Hamza bareek aur mazboot letter hai.?
True.
False.
11)Huroof ul Halqi kitny hain?
5
3
6
8
12)Haa aur 'Ayn ka Makhraj halq ka ____ hissa hai?
Pechela hissa .
Darmiyani hissa .
15)'Ayn k adaigi bhari(mote) hoti hai.?
True
False.
 
16)Huroof ع aurغ kon say huroof mai sy hain?
Huroof ul Halqi.
Huroof Qalqla
17)Halq k ooper walay(Adnal halq) hissay sy ____ huroof ada hote hai.
خ , غ .
گ ،ج
ب ،س
18)Huroof خ , غ ka Makhraj aik hai.?
False
True
19)Hurf ع aur hurf ____ ka Makhraj same hai.?
ک
ح
ظ
20)quran ko tarteel ky sath perhney ka hukm Quran main hai?
True
False
{"name":"1)Tajweed ke lafzi ma’na kia hai ?", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"1)Tajweed ke lafzi ma’na kia hai ?, 2)Tarteel yani Tajweed k saath Quran perhne ka hukum surah ____ main hai., 3)Lahn ka kiya matlab hai?","img":"https://www.quiz-maker.com/3012/images/ogquiz.png"}
Make your own Survey
- it's free to start.