ADVANCE TAJWEED 2016 NOVEMBER - FINAL QUIZ

Siffat perhnay say kia maqsood/wanted hai ?
Hurf ki harakaat sahi ada kerna
Huroof ko bikul wazeh perhne k liye
Huroof ki adaigi k liye
Siffat e Aridha ki aik qism siffat Mutazaddah hai ?
Yes
Not sure
No, kyun Siffat Lazimah ki qism hai Siffat Mutazaddah.
Ayat main say Iste'laa k huroof kon say hain ? وَيُنذِرَ ٱلَّذِينَ قَالُواْ ٱتَّخَذَ ٱللَّهُ وَلَدً۬ا
ر، ق، خ، ل
ق، خ
ق، خ، ر
Ayat main say Hams k huroof batayye ? فَذُوقُواْ ٱلۡعَذَابَ بِمَا كُنتُمۡ تَكۡسِبُونَ
ف ک ت س
ف ک ت س ب
ک ت
Ayat main say Tawassut k huroof kon say hain ? وَٱذۡكُرِ ٱسۡمَ رَبِّكَ وَتَبَتَّلۡ إِلَيۡهِ تَبۡتِيلاً۬
و ک ذ
ک ر م ل
ر م ل
Shiddat k huroof ka murakkab/composite kia hai ?
فحثه شخص سکت
لن عمر
أجدک قطبت
Takreer kia hai or Kis harf main takreer ki sifat ada ki jati hai ?
Makhraj p zaban ka bar bar lagna - ر
Makhraj p sakhti say bar bar lagna - ر
Makharj p zaban ka 5 dafa lagna - ر
ض ka makhraj ada kerte huay zaban makhraj k saath kahan kahan lagti hai ?
Zaban ki side apnay saamnay ki darhon/gums p, zaban ki jar or aagay ka hissa talu ki taraf uth jata hai Iste'laa or itbaq k liye, or zaban ki nok halki si saamnay k do daanton ki gumline p lagti hai
Zaban ki side apnay saamnay ki darhon/gums p
Zaban ki nook saamnay ki ooper k do daant p, zaban ki jar or aagay ka hissa talu ki taraf uth jata hai Iste'laa or itbaq k liye, or zaban ki nok halki si saamnay k do daanton ki gumline p lagti hai
Qalqalah kis tarah kia jata hai ?
Makhraj ko laga k chor diya jay jab k awaz jari rahay
Makhraj p zaban ko zor say laga k rakha jai
Makhraj ko narmi say laga k chor diya jay
اکمل غنّه ki misaal kis lafz main hai ? عَلِمَ أَن سَيَكُونُ مِنكُم مَّرۡضَىٰ‌ۙ
أَن
مَّرۡضَىٰ‌ۙ
None
Is ayat main kon say idgham bainal huroof mojood hai ? قُلۡ أُوحِىَ إِلَىَّ أَنَّهُ ٱسۡتَمَعَ نَفَرٌ۬ مِّنَ ٱلۡجِنِّ
Idgham Mutaqaribain مِّنَ ٱلۡجِنِّ
Idgham Mutajanisain نَفَرٌ۬ مِّنَ
Idgham Mutaqaribain نَفَرٌ۬ مِّنَ
Hamza Al Wasl or Hamza Al Qate' kia hain ?
HAMZA AL WASL - Hamza jo milanay main perhi jati. HAMZA AL QATE' - Hamza jo har soorat main perhi jati hai.
HAMZA AL WASL - Hamza jo har soorat main perhi jati hai. HAMZA AL QATE' - Hamza jo milanay main nahi perhi jati, jab usi lafz say shuroo kiye janay main Perhi jati hai.
HAMZA AL WASL - Hamza jo milanay main nahi perhi jati, jab usi lafz say shuroo kiye janay main perhi jati hai. HAMZA AL QATE' - Hamza jo har soorat main perhi jati hai.
{"name":"ADVANCE TAJWEED 2016 NOVEMBER - FINAL QUIZ", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"Siffat perhnay say kia maqsood\/wanted hai ?, Siffat e Aridha ki aik qism siffat Mutazaddah hai ?, Ayat main say Iste'laa k huroof kon say hain ? وَيُنذِرَ ٱلَّذِينَ قَالُواْ ٱتَّخَذَ ٱللَّهُ وَلَدً۬ا","img":"https://www.quiz-maker.com/3012/images/ogquiz.png"}
Make your own Survey
- it's free to start.