IBARS Ramadhan al Mubarak Quiz 1

Name:
Email:
Phone:
Wo kon sa kaam hai ke jis ke anjaam dene se qaum jin ki tadad ke barabar sawab milta hai?
A. Surah Jinn parhne se
B. Surah Jinn yaad karne se
C. Surah Jinn Sunee se
D. Surah Jinn ka taweez pehnay se
Wo kon si makhlooq hai ke jise Khuda ne baghair dhuyein wali aag se paida farmaya?
A. Haywanat
B. Malaika
C. Jinnat
D. Insaan
Dewar Kaaba ke shaq hone ko Quran se kaise sabit kiya ja sakta hai?
A. Surah Kahaf. Ashab-e- Kahaf aur pahar ka band hona
B. Surah Hud. Hazrat Saleh (AS) ki ontni ka zikr
C. Surah Feel. Ababeel aur hathyioon (elephants) wala qissa
D. Surah Qariah. Roz-e- Mahshar aur Makhlookat ka bikharna
Hazrat Amir ul Momineen (as) ne paidaish ke baad Quran kis tarah parha jab ke Quran abhi nazil bhi nahi hua tha.
A. Jab Rasool (SAWW) ke Maula Ali (as) ko apni zaban chusai thi jab
B. Bayt ul mamoor pe Qur’an aik raat main utara gaya
C. Nuzool-e-Quran tu Rasool-e-Khuda (SAWW) ki waladat ke sath hi hoo gaya tha
D. A & B are correct
Hazrat Amir ul Momineen (as) ne teen din ki umr mein kaise kalam kiya ye kis surah se saabit hosakta hai.
A. Surah Muhammad/ Surah Kawther
B. Surah Jinn/ Surah Qadr
C. Surah Fateha / Surah Akhlas
D. Surah Yousuf/ Surah Maryam
Jinn wali raat aur wadi Jinn ka paigham kya
A. Taif ke ilaaqe main jinnat se mulaqat
B. Rasool-e-Khuda (SAWW) Jinn kay bhi hadi hain
C. Subha ki Namaaz ke dauraan jinnat ne Paighambar ki tilawat suni
D. A & C are correct
Raah e Sa’adat aur Kamal kaise haasil ho sakti hai.
A. Hidayat e Ilaahiyyah ke haasil hojaane par
B. Dunya ka maal jama honay par
C. Sahib e Jamaal hojaane par
D. B & C are correct
Amir ul Momineen (as) ki awwal ghiza kaun si cheez qarar pai.
A. Manna O Salwa
B. Aab-e-Hayaat
C. Luab-e-Dahan-e-Rasool Khuda (SAWW)
D. Aab e Zamzam
Hazrat Amir ul Momineen (as) ka naam Ali aur Haider kis ne rakha
A. Khuda ne
B. Rasool (SAWW) ne
C. Fatima bint e Asad (SA) ne
D. A & C are correct
Aqwam Jinn aur unki sarkashi par Khuda ne kya faisla farmaya.
A. Azaab e Dunya
B. Azaab e Qabr
C. Mushkilaat e Dunya o Akhirat
D. Jahannam ka sakht pahar
Kya Imam Ali (AS) ka sunna aur dekhna Rasool Allah (SAWW) ke sunne aur dekhne ki tarah ho sakta hai.
A. Haan, donon barabar hain
B. Nahin, farq hai Rasool aur Wasi honay ka
C. Nahin hosakta barabar
Tarbiyat insaan ke anasir kaun kaun se hain.
A. Walidayn
B. Ustaad
C. Ghar ka Mahol
D. (A, B, C) teenon Sahi hai
E. Sirf Ustaad aur Walidayn
Wirasat Hazrat Abu Talib (as) se Hazrat Ali (as) ne kya paya.
A. Shuja’at
B. Daulat
C. Sardari
D. Muhabbat e Rasool (SAWW)
Sama'at Quran, bedari-e-Ins o jinn kaise?
A. Isme Hidayat ke paighamat maujood hain
B. Ye sunne main behtereen mahsoos hota hai
C. Iski tilawat mai lutf aata hai
D. Ye kitab e Khuda hai
Jinn o shayateen aasmanon se kaise door kiye gaye?
A. Jaal ke zaryee
B. Unkay parr (wings) kaat diye
C. Shahab
D. Farishton ke zariye
Koh e Hira mein Rasool Allah (SAWW) ke sath aap ka zaair kaun tha?
A. Maula Ali (as)
B. Maula Hussain (as)
C. Maula Abbas (as)
D. Janaab e Abdullah (as)
Islam ki pehli namaz jamaat mein muqtadi kaun kaun raha
A. Hazrat Abu Talib (as)
B. Janab e Fatima bint Asad (sa)
C. Maula Ali (as) aur Janaabe Khadija (sa)
D. In main se koi bhi nahin
Laqab Amir ul Momineen sirf Hazrat Ali (as) ke liye kyun
A. Logon ne ap ko pukara hai
B. Ap ne khud rakha hai
C. Khuda ne makhsoos kiya hai
D. Apke waalidayn ne diya hai
Kya Jinn apni taqat o qudrat ke sath Khuda wand Alam ko aajiz kar sakte hain?
A. Karsakte hain
B. Kabhi kabaar
C. Sirf Taqatwar Jinn
D. Bilkul Nahi
Qaum Jinn mein Musalman ki kya pehchan hai
A. Hidayat lene waalay
B. Kalma parhne waalay
C. Rasool e Khuda ki Nusrat karne waalay
D. (A, B, C) are correct
{"name":"IBARS Ramadhan al Mubarak Quiz 1", "url":"https://www.quiz-maker.com/QPREVIEW","txt":"Name:, Email:, Phone:","img":"https://www.quiz-maker.com/3012/images/ogquiz.png"}
Make your own Survey
- it's free to start.